Sunni | Hanafi | Barelwi | Visit English Site
Lohe (Iron) ka taar agar patli napaki se napak ho jaye toh kaise paak kare?
Sikander Warsi
Sikander Warsi

02 Aug 2023

1 min read

Lohe (Iron) ka taar agar patli napaki se napak ho jaye toh kaise paak kare?

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ

Pura Sawal: Lohe (Iron) ka taar agar patli napaki se napak ho jaye to wo sookh ke pak hogi ya nahi ya us ko sirf pani se teen bar poch lene se pak hoga ya nahi ya koi doosra hukm he hawala bhi inayat farmaye.

Lohe ki cheez agar napak ho jaye to achhi tarah pochh dalne se pak ho jayegi Aur is surat me napaki ka patli or dal‐daar hone me kuchh fark nahi.

Bahar e shariat Jild: 1, Safah: 400

Aur agar taar par naksh ya jang lagi hai to pochhne se pak nahi. Balki is surat me dhona zaruri hai.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Sikander Warsi

Sikander Warsi

Hazrat Maulana Sayyid Muhammad Sikander Warsi renowned as SMS Warsi is a Sunni Muslim Scholar who follows and propagates teaching of Sunni (Barelwi) order of Islam.

You may also read

Comments