Sunni | Hanafi | Barelwi | Visit English Site
Islam me Kachua (Turtle) Khane Ki Ijazat Hai?
Sikander Warsi
Sikander Warsi

05 Sep 2023

1 min read

Islam me Kachua (Turtle) Khane Ki Ijazat Hai?

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ

Hanafi mazhab me siwaye machhli ke koi dariyai (sea) Janwar HALAL nahi,

Jaise ki liikha hua hai.

Tehqeeq e maqam ye hai ki hamare mazhab me Machhli ke siwa tamam dariyai janwar Mutlaqan haram hai

Fatawa Razawiyya Jild:20 Safah: 336

Aur kachhwa hamare nazdeek haram hai.

Jaisa ki Ala Hazrat imam ahle sunnat Imam Ahmad raza barelvi likhte hai

(kachhwa) imam shafai ke sahih mazhab me bhi haram hai Hamare nazdeek (bhi) haram hai.

Fatawa Razawiyya Jild: 27 Page: 89

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Sikander Warsi

Sikander Warsi

Hazrat Maulana Sayyid Muhammad Sikander Warsi renowned as SMS Warsi is a Sunni Muslim Scholar who follows and propagates teaching of Sunni (Barelwi) order of Islam.

You may also read

Comments