Pehle to ye ki ladki ke liye lafz fasikah istimal karna chahiye or mard ke liye fasik. Ab raha usse nikah to main kehta hu agar unke nikah naa hone ka fatwa diya jaaye to bas ladki hi ka kya kusoor. Aaj kal ladke ladkio se zada fasik hai.
Khud dulah fasik hota hai. Jab uski shadi ho jaati hai to ladki ka puchhna hi kya. Unme to fir kuchh haya hai ki unke gunah itne ailaniya nahi.
Behr haal khulasa e kalam ye he ki. Fasikah / Fasik se nikah ho jayega.